Hindi Shayari Bazaar

HINDI SHAYARI AND HINDI POEMS

Advertisement

Breaking

Monday, 16 March 2020

March 16, 2020

Mahakal Shayari on 2020 in hindi



.
Yaha par aap ko top mahakal status in hindi for whatsapp aur facebook ke liye mahakal status hindi me padhne ko milenge. jo aap ko bahut pasand aayenge,




Also Read : Hindi Shayari



Mahakal Status in Hindi For WhatsApp Jai BholeNath


"Mahakal Status in Hindi For WhatsApp" Ish post main aapko bholenath funny jokes, mahakal status, Trinetra status sabhi post hindi language par hai . jise ham countinue karenge...

Isse bhi Padhe :- Anmil vachan status 2020


Mahakal Status in Hindi For WhatsApp


Mahakal Status in Hindi For WhatsApp Jai BholeNath

***********************************

जिनके रोम-रोम में शिव हैं वही विष पिया करते हैं , जमाना उन्हें
क्या जलाएग जो श्रृंगार ही अंगार से किया करते हैं *जय भोलेनाथ*


********************************************

‎मैँ‬ और ‪मैरा‬ ‪Bholenath‬ दोनो ही बङे ‪भुलक्कङ‬ है.
वो मेरी गलतियां‬ भूल जाते है और मै उनकी मेहरबानियों को

********************************************
खुल चूका है नेत्र तीसरा शिव शम्भू त्रिकाल का,,,
इस कलयुग में वो ही बचेगा जो भक्त होगा महाकाल का

********************************************

Akal Mrityu Vo Mare Jo Karm Kare Chandaal Ka,
Kaal Uska Kya Kare Jo Bhakt Ho MAHAKAL Ka,

********************************************

Jai BholeNath


मुझे अपने आप में कुछ यु बसा लो
के ना रहू जुदा तुमसे,, और खुद से तुम हो जाऊ
**जय भोलेनाथ **********************************************

मेरे जिस्म जान में ‪‎भोलेनाथ‬ नाम तुम्हारा है,
आज अगर मैं खुश हूँ तो यह एहसान भी तुम्हारा है!
थामा हुआ है हाथ मेरा आपने मुझको मालूम है,
मेरे हर पल हर लम्हे में मेरे भोलेनाथ, प्यार तुम्हारा है!!!
**जय जय भोलेनाथ ** jai bholenath **

********************************************

बन्ना को क्या डरायेगा मौत का मंजर, बन्ना तों पैदा ही राजपुताना में हुआ है जहां पढाई बाद में हथियार चलाना पहले सिखाया जाता है।

********************************************


दिल में आग रखता हु, अरमानों में ख़्वाब रखता
हाथों में ख़ंजर रखता हु,और इसी तरह में अपना ईतिहास रचता हुॅ

******************************************** 

Shive ji ki mahima ki kya baat hai,
Shive ji ki shakti ki kya baat hai
Manani hai shivratri dhum dham se
Per mil jaye shivratri ki bhang to kya bat hai



********************************************

Shive bhi wohi hai…shankar bhi wohi,
Hai bhole nath bhi wohi
Har jagah mein basta hai
Hai bhoothnath bhi wohi.


********************************************

Jagah jagah mein shiv hai
Har jagah mein shiv hai,
Hai vartman shiv
Or bhavisya Bhi shiv hai.


********************************************


Mahakal Status in Hindi For WhatsApp Jai BholeNath


Mahakal Status in Hindi For WhatsApp Jai BholeNath 2020


Mere naath ho bhole nath tum

Jahaan jaaoon mein vahin saath tum

Tan deep kii jyotiii ho tum

Man seep ke moti ho tum

Bad  ke daya karte sada

Ujval mere din raat tum

Jeevan mera shraddha meri



Sviikar lo pooja meri

Swami mera uddhaar ho

Mujhpe rakho yun haath tum

Tum dheer ho tum aas ho

Mera tumhi vishwas ho

Meri banaa dena prabhu

Bigdi hui har baat tum

********************************************



i hope ki aapko Mahakal Status in Hindi For WhatsApp Jai BholeNath  post pasand aaya hoga. pasand aaye to dosto ke wahtsaap, facebook par dosto ke saath share karnaa naa bhule.

Tuesday, 16 July 2019

July 16, 2019

Jindagi badalne wale motivational Line in hindi

Motivational lines in hindi




Aapko motivational lines ham har roj deke aapke anadr ke soye huye insaan ko jagayenge. Aur aapko us mukam tak lejane ki kosis katenge ki jaha aap pahuchna chahte ho bas aapko positive hina chahiye. Kyu ki agar aap hi positive nahi hai to hamari ye kosish v nakaam hojayegi.So that motivation ki aag hum aapke andar layenge uske baad aapko khud sochna hai ki aapko karna kya hai kyu ki ek baar kohi motivation toh hosakta hai uske baad ye aag aapke andar kitni der tak jalegi ye aapke upar hai. Aapko ise jalana hoga aake anadr takKyu agar life me kohi kisi ko badal sakta hai to wo aap khud ho kyu ki agar aap badlne ke  liye taiyar nahi ho toh aapko kavi kohi badal nahi sakta,  so that ab aapko taiyar hona hai badalne ke liye......

Sabse pahle apni soch ko badlo aur ye baat dimak me daal lo ki aap wo kar sakte hai jo aap chahte hai- Motivation ki Aag....


  • Jingai aapki hai,jeena aapko hai phir ye kyu sochte ho ki log kya kahenge, jab tak log kahenge nahi toh aapko kaise paata chalega ki aap success ki aaur jarahe ho.


  • Khhali kitaab aur khali dimag dono me kuch v likha jaasakta hai ab ye aapke upar hai ki aap usme kya likhle wale ho -  


  • Itihaash 2 jeeje se rachijati hai,  pahla achha kaam aur dusra khaarab se kharaab kam but fark itna hai ki dono ke rusult alag alag aate hai yaa to jail jawoge yaa to dil me bas jawoge.

  • Me kaun hu iska jawab kya hai aapke paas,mere paas iska koe jawab nahi.


  • Har din ki suruwat isliye hoti hai ki wo aapke ke liye anginat chance leke aata hai aap ko jeetane k liye



  • Haar me hasne wala insaan hi mahan hai kyu ki jeet me to puri duniya khush hoti hai.
 




Sunday, 14 July 2019

July 14, 2019

Best Motivational Lines in hindi

Best Motivational Lines



  • Jindagi me chance ek bar aata hai
Phark ise padta hai, ki aap use kaise use karte ho.


  • Hamesha jindagi ka ek hi ashul hai 
  • "Risk Lo Nahi To Dukh Lo"
  • Kamjori har baar hamari nahi hoti , kamjori hamari aadat ki v hoti hai jiski bajy se hum haar jaate hai.
  • Riste ko nibhanr ke liye dil se sochna chahiye naa ki dimaag se.

  • kavi mat sochna ki saamne waala chup aapki dar se hai, sach toh ye he ki wo aapki ijjat karta hai.

  • wo rista jyada nahi tikta jis risto me daag hoti hai, wo rista asali hai jisme koe khaash baat hoti hai.